بسم الله الرحمن الرحيم
MErA YeH jEeWaN eK kHwAaB hAi…

DuNyA kE dUkHoN sE DuR HooN,
KHuShYoN KaY mEiN PaaS PaaS HooN

Jo miLnA Hai MiL jAyAy gA
Jo kHoNa hAi kO jA’aY gA

MeiN kAuN HooN???!
Yeh nA PoOcHO mUjh sEe yArO!
MeiN HooN jo MeiN HooN
MeiN tAnHa!

MeiN HooN kaHan???
YeH Na poOcH muJh se yaAro!
MeiN HooN WaHaN
AkaLa!

Jo soOjHi WoH KaR JaoOn gA
JO sOcHa WoH KeH jAoOn gA
MeiN KeH jAoOn gA…

Do PaL kE liYaY Jo yAhAaN HooN
PHiR hAi mEin nE aAgaY jAaNa…
MeiN Ne jaANa hai!